Thursday, 25 June 2020

Jagannath puri.


Jagannath Puri ki sachyai logo ko Abhi tak pata Nahi he ki jagannath temples God Kabir ji ne banaya he. Eak indradaman nam ka Raja tha us raja ke sopan me God Vishnu ne a Kar khaha rajan eak tempal banva de or uska nam jagannath rakh dena  magar usme murti nahi honi Chahiye or kaoi pakhand Puja bhi nahi honi Chahiye .usme Eak pandit ji ko bithana or shrimad Bhagavad Gita ka path chalu Karna Koi pakhand Puja Nahi Karna. 
                                                   Bhagvan ne Raja ke sopan me o sthan dikha diya samundar ke kinare. Raja jab subha utha to bhaut khush hua. Or apni patni ko jo bhi dikha sab bata diya patni bhi khush hui or kaha apke pas to itna dhan he to banva lijiye bhaut achai bat he .


Jagannath photos



                                                To raja ne mandir banavne vale karigar ko bulaya or mandir ka naksha banaya mandir banke tayar ho gaya or agle di Puja rakhi agle din hone se Pahale hi samundar ne o mandir tod diya Yese 3-4 bar mandir banaya Fir samundar ne tod diya. 
                                           Raja to bhaut dukhi ho gaya ro raha or kah raha muz per bhagvan ne  bharosa karke mandir banane ko kaha muz nich se utna bhi nahi ho raha he abto Sara khajana bhi khatam ho gaya he. Tab patni ne kaha chinta na Karo mere gahane leke jao Ap . Itne me udhar gorakhnath a gaya or ka mandir banva rahe ho usme murti nahi he tab raja ne kaha bhagvan ne bola he murti nahi honi Chahiye. Gorakhnath ne eye lal karli or kaha esme murti honi Chahiye . Tab raja ghabra gai kahi sadhu shrap na de de tab murti banavne ka kam bhi chalu kiya magar murti nahi ban rahi thi bar bar tut rahi thi tab Kabir bhagvan ne bana di thi magar gorakhnath ke galti ke karn uske hath or per nahi ban paye. 
Ap ko iski sahi jankari is video me milegi 
👇


Or jo mandir bar bar tut raha tha usko bhi parmeshur Kabir ji ne hi banvaya tha. 

Sant rampalji maharaj ji apne shastro per adharit purn parmatma ki jankari batate he jiski bhakti karne se hamara mokha bhi ho ga or sare sukh bhi mileage. 


No comments:

Post a Comment